Zara zara behekta hai Mehekta hai Aaj toh mera Tan badan main pyasi hoon Mujhe bhar le Apni bahon mein
Haan meri kasam Tujhko sanam Duur kahin na jaa Yeh duuri kehti hai Paas mere aaja re
Yunhi baras baras kaali ghata barse Hum yaar bheeg jayen is Chaahat ki baarish mein Meri khuli khuli laton ko suljhaye Tu apni ungliyon se Mein toh hoon isi khwahish mein Sardi ki raaton mein hum Soye rahe ek chaadar mein Hum dono tanha ho Na koi bhi rahe is ghar mein Zara zara behekta hai Mehekta hai Aaj toh mera Tan badan main pyasi hoon Mujhe bhar le Apni bahon mein Tarapayen mujhe teri sabhi batein Ek baar ae deewane Jhoota hi sahi pyaar toh kar Mein bhooli nahin haseen mulakaatein Bechain karke mujko Mujhse yun naa pher nazar Roothega na mujhse mere mere saathiyaa, yeh vaada kar Tere bina mushqil hai Jeena mera mere dilbar Zara zara behekta hai Mehekta hai Aaj toh mera Tan badan main pyasi hoon Mujhe kar le Apni bahon mein
Haan teri kasam Mujhko sanam Duur kahin na jaa Yeh duuri kehti hai Paas mere aaja re